APNE BLOG KI TRAFFIC KAISE BADHYE
Apne blog me traffic kaise badhaye new bloggers ki ye sabsi badi chunauti (challange) hoti hai, maine bahut sare bloggers ko traffic kam hone ki wajah se blogging chodte dekha hai, Wo kare bhi to kya agar aap koi bhi online buisness start karne ja rahe to aapko traffic ki bahut jarurat padti hai, Blog me traffic badhana koi muskil kaam nahi hai basarte aap seo ke terms and uske uses ke bare me jaan chuke hai. mai aapko blog seo ke kuch aise tips ke bare me batauga jinhe aap follow karke daily unique visitor paa sakte hai.
Apne blog/website ki traffic kaise badhaye: Seo Tips
Aaj ki is post me me apko apne blog ki traffic badhane ke best tips batane ja raha hu. Aap inko follow kare fir aap khud dekhege ki apke blog ki traffic kaise increase hoti jayegi.
1. Best High Quality Keywords
Keywords Seo ka dil (Heart) hote hai. Seo hamesha high quality keywords ke adhaar par hi results show karta hai. Isilye SERPs (Search Engine Result Pages) me top position pane ke liye high quality focus keywords ka use kare. Kyunki visitors hamesha SERPs ke top results ko sabse pehle open karta hai or agar apki post search results me top par hogi toh traffic badane ke chances bahut jyada ho jate hai.
2. Fast Loading Template
Jab visitors kisi page par visit karta hai toh woh chahta hai page jaldi open ho jaye. Isliye aap apni website ka template fast loading hone wala hi chune. Google bhi fast loading speed blog ko pasand karta hai. Isse Google ko content index karne me asaani hoti hai yeh Seo ke liye bhi acha hai jisse traffic badane ke chances badh jate hai.
3. Daily Post
Studies se sabit ho chuka hai ke Google fresh or latest content ko prefer karta hai. Isliye agar ho sake to din me ek post jarur likhe. Yeh Seo ki najar me acha hota hai jiske karan apka blog search engines ke first page me show hota hai or yeh baat sab jante hai search engines jo results sabse uper show karta hai visitors usi page ko pehle open karta hai.
4. Social Sharing Buttons
Apni website ya blog par social networking sites jaise facebook , twitter jaise sites ke sharing buttons lagaye. Agar apke visitors ko apka article acha lage toh woh ise apne social sharing networks par jaur share kana chahege jisse dusre log me us link ko follow karke apke blog par ate hai. Yeh bhi blog ki traffic badane ka sabse best tarika hota hai.
5. Long Post Title and Discription
Yaha tak ho sake blog post ke liye lamba title likhe. Isse visitors title pad kar samjh jata hai post kis topic par likhi hui hai.
Post ki discription bhi aise hone chahye jisko padkar visitor asaani se andaja laga le post ke topic ka main motive kya hai.
6. Search engines
Google persent me sabse jada populer search engine hai. lagbhag 90% peoples google par hi search karte hai. agar aap google search engine se site ko submit karne me success hote hai to akela google aapko 40% traffic dega. apni site ka
SEO optimize ke liye humari site ki baki SEO se related post pade. Google, bing, yahho, ask and other search engine se site ko submit karne ke liye yaha click kare. Agar aap wordpress user hai to yoast seo plugin use kare.
Youtube Videos Me Subscribe Button Kaise Add Kare
7. Comment on Other Blog
Commenting ek free tarika hai backlinks pane ka agar aap dusre blog par achi comment karte hai to us site ko aapka backlinks jarur milega. backlinks pane ke liye comment kis tarah karni chahiye uski jankari is post me hai. Blog Ke Liye Comments Kyu Jaruri Hote Hai
Kya Aap Jante Hai Google Chrome Ki Ye Interesting Tricks
8. List Post
“top 10” “top 20” “top 100” post list ki post share kare. yani apne blog ki weekly, monthly, yearly posts ki list bana kar share kare jisse aapke visitors ko sari jankari ek jagah mil jaye. apne blog ki old posts ko visitors tak pahuchane ka ye sabse acha tarika hai.
9. Wright Related Posts
20-50 days me aysi post share kare jisme kisi ek subject par posts ki list ho, jaise aap blogging par post karte ho to ek niymit antral me blogging se related posts ki list share kare. isse new blogger ko aapki site ki sabhi post ek jagah search karne me aasani hogi.
10. Link to Post
New post likhte time post me related link add kare. jisse audiense aapki site ki dusri posts bhi pad sake. isse user ye soch kar bhi post ko open karta hai ki isme mere kaam ki koi or bhi post mil sakti hai. har success blogger is tips ko follow karte hai.
11. Images Lagaye
Yeh baat sach hai ek acha image 1000 words ke barabar hota hai. Isiliye apki post me kam se kam 2 image jarur honi chahye. Agar ho sake toh ap apne post ke liye seo friendly images khud banaye isse image ke copyright hone ka dar nahi rehta.
12. Social Networking sites par share kare
Jab bhi ap apni website ke liye new post likhe post karne ke baad use social networking sites par jarur share kare. Ho sake toh apne blog ya website ke naam par facebook page /group banaye or us par apni har post ko share kare. Jitna ho sake apne friends ko bhi share karne ko kahe. Aise sites se a rahe traffic ko bhi Google like karta hai.
13. Guest Post Kare
Kya aap jante hai ki guest post karke blog ki traffic badhaye. Toh aap apne topic se related dusri badi websites par guest post kare. Isse waha par ane wali traffic apki website par bhi ayegi. Yeh bhi apne blog ki traffic badane ka acha tarika hai.
14. Search Engines me submit kare
Normaly search engines new post ko 1 se 2 din me index karke search results me show karta hai. Lakin agar aap apni new post ko khud search engines me submit kare toh woh usi waqt index hokar search reults me a jati hai. Agar apki post ka content badya hoga toh search usko top results me show karega jisse apke blog ki traffic badne ke chance jyada ho jate hai.
15. Labels ka use kare
Labels ya Catagories kisi website me bahut aham bhumika nibhate hai. Blog post likhte waqt 2 ya 3 labels jarur use kare. Isse apke visitors ko us post se realated dusri posts find karne me asaani hoti hai.
Aapko meri post acchi lagi hoto plz comment kare.
Love u friends

0 comments :
Post a Comment