Thursday, June 9, 2016

ADSENSE ME ACCOUNT KAISE BANAYE

   ADSENSE ME ACCOUNT KAISE BANAYE



Aaj me aapko adsense me kaise account banate hai vo sikhavuga
Agar aap ke pass website ya fir youtube channel ya aap blogger me blog likhte hai to aap adsense ki madad se online paise bhi kamasakte ho

Agar aapki site per jyada log visit karte hai or achha traffic hai to aap apani site pe ads lagvake bhi paise kamasakte ho iske liye aapko google ke adsense me account hona jaruri hai to me aaj aap ko adsense me account banana sikhata hu



Sabse pehle aap apne browser me jakar adsense.com type kare ab adsense ki site apen hoge ab singup ka option or login ka option hoga
Agar aap aapka pehle se hi adsense account hai to login kar agar account nahi hai to singup ke option per click kare 
Singup ke option par click karte hi new page open hoga  

Jesme likha hoga ke Welcome to adsense jo 3 step me aapka account banta hai 
1>your account 
2> your website 
       3> your information 
Or niche singin per click kare jesehi singin par click aapka gmail me account hona jaru hai agar aapke paas gmail account nahi haai to pehele aap gmail me apna gmail account banna le  gmail account se login karne ke baad adsense  aapko apne website enter karne ko kahega apni website enter karne ke next ke option par click kare new page me adsense aapko aapke sari information mangega

Account information me aapko aapse 
-country name India
-Time zone
-Account type agar aap apne business ke liye use karrahi ho to business par click kar or agar aap personal use ke liye hai to individual per click kare
-payment name: payment name aapka bank me jise name se account ho vohi name use kare 

--Address: ab aap apna address fill kar de lekin yaad rahe ki address sahi type kare jaise aage koi problem na ho
Ye sari information type karke finsh ke option per click kare bas bangaya aapka adsense account abaapka account adsense ke adsense review kare ga agar aapki site me sab sahi hai or koi copyright content nahi hona chahiye or kucche dino me aapke gmail me adsense javab bhejega account approved hone ke baad aap apne site pe ads laga sakte ho or istarh adsense se paise kama sakte ho
       Thank you
Aapko post achi lagi ho to comment jarura kare 






0 comments :

Post a Comment