GMAIL ME ACCOUNT KAISE BANAYE
Aaj me aap ko gmail me account kaise banate hai vo sikhavu ga to chalo aaj sekhate hai ke gmail me account kaise banate hai
Aaj kal internet accuses karne ke liye google me account hona jaroori hai chahe vo koi site ho ya fir online business gmail account ek prof ke tor par use hota hai is liye gmail me account hona bahut jaroori hai
To sabse pehle to aapko apne mobile ya web me browser open kare or address bar me Google type kare or gmail lekh ke enter kare
Gmail ki site open karne k baad site me create a new account ka option mile ga usper click kare fir ek new page open hoga

Create an account per click karne par google aapko aapka phone number mange ge or jab aap aapna mobile number dalo. Ge to google aapke phone number par ek link sent karge jo aap apne mobile se hi verify kar sakte hai use like ko aap open kiye
Google aapse aapke sare profile details mange ga jesme aap ka first name, last name aapke birth of date aap male hai to male ya fir female hai to female sari details bharne ke baad next ke button per click kare fir aapke samane new page open hoga jis me aapka gmail name set karna hota hai jo google aap ko suggest karta hai par aap apne marji ka gmail id use karna chate ho to bhi kar sakte to jese ke mojmasti007@gmail.com use karna chahte ho to type kare agar voname available hoga to aapko google use karne dega
Ab aapka gmail account almost bangya hai bas aapko apna password set kar na hoga or password strong hona chahiye jise aapki gmail account koi hack ya khol na sake password entet kar ne ke baad finish ke button par click kare or lo aapka gmail account tyar ho gaya hai na bilkul aasaan base is tarah aap bhi apna account bana sakte ho
Thanks
0 comments :
Post a Comment