Wednesday, June 22, 2016

YOUTUBE SE PAISE KAISE KAMAYE - VIDEO MONETIZE KAISE KARE

   YOUTUBE SE PAISE KAISE KAMAYE -VIDEO MONETIZE KAISE KARE


    
     Aaj ke internet ke jamane me sab koi
Paise kamana chahta hai or log kai sare tarike se online paise kama bhi rahe hai aap ko yakin nahi hoga ke internet se log mahine me lakho rupees kamate hai Or aap bhi online paise kama sakte ho  aapke leye kafhi sare platform hai lekin aapke leiye best platform hai youtube 
 Ha youtube ek esa platform hai jahape aap kam se kam mehnat se jyada se jyada paise kama sakte ho bas aapko apne video banane honge ou un videos ko upload karne hoge or public aapke videos dekhegi or aapko income hogi aapke video ke jitne jyada views hoge utni aapko income hogi 

Aapko lagta hoga ke log mere videos dekhane se mujhko kaise income ho sakati hai  to me aapko batadu ke jab log aapke videos dekhate to aapke videos ke paise youtube aapko a se nahi deta hai balki aapke videos me youtube aapni ads lagata hai jo log un ads per click karte hai usi click ke aapko paise milte hai 
   To aapbhi apne video upload karke youtube se paise kama sakte hai sabse pahle to aapko aapki videos upload karne k liye ek YouTube channel banani hogi channel yanik aapka account YouTube me banana hoga to sabse pehle to aap YouTube ka home page khole vaha pe aapko singin ka option milega wahaan pe aap click kare ab aapke samne new page open hoga 


Ab aapko apne gmail account se sing in karna hoga agar aapke paas gmail account nahi hai to pehle Gmail account banaye

Jesehi aap gmail account se log in ho javoge to aapka account ( channel)  ban jaayega ab aapko aapne videos ko upload karna hoga par dyan rahe ke video jo aap upload kar rahe ho vo copyright videos nahi hone chahiye agar copyright video honge to aap usse earning nahi kar sakege so aapke khudke banaye video upload kare
Video upload karne ke baad aapko do cheez karni padegi 
(1)  VIDEO KO MONETIZE 

Sabse pehle to aapko apne videos ko monetize karna hoga jise YouTube aapke videos me ads laga sake video monetize karne ke liye sabse pehle to YouTube ke page side menu me jakar my channel par click kare
Ab aapke samne apke video ka page khulega ab usme video manager par click kare 
Video manager par click karne ke bad side menu me channel ke option par click karne par aapko monetize ka option aayega vaha pe aapko enable karna hoga
Jise aapki channel ADSENSE ke saath jodni hogi
Uske baad vapas video manager me jaye vaha par aapko aapke videos dekh ne ko melege apne video par click karke edited ke option par click kare vaha aapko monetize ka option milega ab aap apne videos ko MONETIZE kar dizye
Aab aap ke video ko monetize karne par aapke video par dollar ka symbol aajayega iska matlab hai ke aap ka video monetize ho chuka hai aab aapke videos par ads show hone lagegi viewers aapke ads par click kare ge to aapko paise mile ge 
To is tarha aap YouTube se paise bana sakte hai 
Aapko ye article passad aaya ho to comment jarur kare thank-you my friend 

0 comments :

Post a Comment