Friday, July 15, 2016

Adsense account kaise approved kare

 ADSENSE ACCOUNT KAISE APPROVED KARE

India Me Adsense Account ko Approved karana bhut muskil padta hai jada farji karano ki baja se Adsense ke rule kuch jada hi kadak hai. Sare website ke owner or blogger chate hai ki unki jada income ho unke liye bo illegal kaam karte hai.

Jada tar Adsense Disapproves hota hai q ki bo uski Niyan or sarte nahi maante. Me Is post me kosis karuga ki aapko Clear kar saku ki Adsense account par apna account banane ke liye kya kya jaruri hai or kya diyaan me rakhna padta hai

Isliye ye itna asaan bhi nhi hai, lekin agar aap Adsense approval ke liye apply karna chahte hai toh aap sirf in kuch simple guidelines ko follow karke asaani se kucchi din me approval pa sakte hai.
Google AdSense me Approval kare
Shuru karne se pehle, is baat ka dhyaan rakhe ki ye guidelines hume bina fail hue puri karni hai, nhi toh aapki request bina kisi information ke reject kar di jaygi. Sab kuch guidelines ko neeche btaya hua hai.
Toh chaliye ab shuru karte hai, hume Google Adsense account ko apply karne se pehle in kuch important guidelines ko follow karna hoga.

Agar aap WordPress ka use kar rahe hai, toh aap ki website/blog par kam se kam 45 quality articles ho pehle ye confirm kare. Aritlce me aapka Content behad hi badiya aur agar usme zarurat hai toh aapko images bhi zaroor lagani chahiye.
Koi bhi visitor agar aapki website par aata hai toh usko kam se kam 2 lengthy article jo 2000 words tak ke toh ho hi. Isse visitor par aapka impression accha padta hai aur uska aapki website ke liye mind make up bhi hota hai.
Agar aap HTML website ya Blog ke kisi bhi CMS version ka use kar rahe hai toh ye confirm kare ki aapki website par kam se kam 50 pages hone hai chahiye chahe phir wo article ho, form ho ya landing pages hi ho.
Adsense approved karne ke liye ye baate dhyan rakhe

1. Adsense ki condition
sabse pahli bat aapko adsense ke niymo ka palan karna hoga. yaad rahe adsense ke niyam har samay badlte rahte hai. isliye adsense ke niyam or sharto ko padte rahe. aap yaha par click kar ke bhi adsense ke niyamo ko pad sakte hai.

2.Blogger ko Google Analytics Code se jode

Register karne ke baad aapko tracking code ke liye naya account banana padega, jisme aapko apni website ka naam, URL aur sabhi zaruri jaankari daalni hogi. Is code ko apni website ke har page par lagaye jisse ki wo har page ka data track karta rahe .

3. Google Webmasters Verification Page
Google Analytics ki tarah, aapko Google Webmaster program ko bhi apni website par lagana hoga. Jo ki Search perspective ki nazar se bhut zaruri bhi hai. Google Webmaster Tool ki help se aap apni website ki kuch takniki kamiyo ko daliy basis par door bhi kar sake hai.

4. XML Sitemap Page
Site map banane me koi zaada time nhi lagta hai, chahe aapki website wordpress par ho ya phir blogger par ya kisi aur dusre plateform par ho tab bhi sitemap lagana zaruri hai.
Google aapki website Index karta hai aur aapki website par jab bhi kuch naya dale to Google ko aasaani se pata chal jata hai. Is tool ko use karne ke liye aapko Google Webmaster par apne website ka Sitemap daalna padta hai. Sitemap ko hum website ka naksha keh sakte hai.

5. Blog Ki Traffic Achi Ho
adsense account approved karne se paahle ye jarur check kare ki aapke blog par roj kitne visitors aate hai. kyuki agar aapki site par visitors nahi aayenge to adsense ise farzi site man kar block kar dega.
isliye pahle apni site par visitors jode. visitors jodne ke liye apne blog me aysi jankari dale jo pahle se internet me na ho. maine iske bare me btaya bhi hai. adsense approve karne ke liye aapke blog par minimum 500 visitors per day aane chahiye. agar aap chahe to visitors badhane ki jankari aapko mil sakti hai.

6. Apna Domain or Email ID

agar aap chahate hai ki aapka adsense account complitly approved ho to aapko apne blog me khud ka domain name jodna hoga. or sath me domain se emaol id bhi banani hogi. kyuki blog ke domain se aap sirf hot adsense account hi bana sakte ho.

7. Robot.txt Use Kare
apne blog me jank files ko rokne ke liye robot.txt code jarur add kare. kyuki agar aap aysa nahi karte ho to aapke blog me bahut sari jank foles add ho jayegi. or adsense ko aapke blog ko padne nahi degi. wese aap jank files se hone wale nukshan ke bare me to jante hi hai. jaise computer me virus aa jate hai to coputer ke program kharab ho sakte hai. wese hi blog me jank files aane par adsense approved nahi hoga.

8. Blog (Site) 6Month Purana ho
India me blog se adsense approved karne ke liye blog ka 6mahina purana hona jaruri hai. india ke alawa china or kuch or desho me bhi yahi rules lagu kar rakhe hai. iski wajah ye hai ki 6 mahine ke bhitar hume blogger ki jankari bhi aa jati hai. or hum apni site par ache ache article bhi dal lete hai. sath hi 6mahine se pahle humari site se kuch visitors bhi jud jate hai.

9. Alexa Rank Hona Jaruri Hai
bahut se log sochte hai ki adsense ko approved karne me alexa ranking ki koi jarurat nahi hoti. or wo ise ignore kar dete hai .apr kei bar alexa ranking nahi hone ke karan adsense approved nahi hota. or humari pareshani bad jati hai. isliye apne blog ko alexa rank se jarur submit kare.

10.Blog Ki Template Adsense Support Ho
adsense account approved karne se pahle apne blog par achi si template upload kar le aki google adsense ko aapki site ke bare me jada se jada jankari mil sake. yaha mai aapko adsense support template ke kuch topic bata du jo aapke blog ki template me honi chahiye.
- template siple sada ho, isme jada rangeen widget add na kare.
- fast uploading template honi chahiye. taki aapki site par jada se jada visitors aa sake.
- template par post ki side me kam se kam 2-3 widget honi chahiye. jaise:- populer pst, random, pos, recent post etc.
- template mobile friendly hono chahiye jo mobile me bhi aasani se khul jaye. or mobile me bhi acha loog dikhe. udaharn ke liye aap meri website ko apne mobile me open kar ke dekh sakte ho.
Asha,rakhta hu apko ye post pasand ayi hai aur is post ko social media me share karna na bhule aur Agar apka koi suggestion hai to ap muje comment me bata sakte ho.
Love u friends 

0 comments :

Post a Comment